Tumse Kaha Tha Na Pyar Mat Karna Kisi Se
Tumse Kaha Tha Na Pyar Mat Karna Kisi Se

Tumse Kaha Tha Na Pyar Mat Karna Kisi Se, Dhoka Ek Dega Aur Nafrat Sari Duniya Se Jo Jayegi. तुमसे कहा था ना कि प्यार मत करना किसी से,  धोखा एक देगा और नफरत सारी दूनिया से हो जायेगी

Read more »
08Oct2016

Ab Toh Chand Bhi  Roz Jhankta Hai Khidki Se Meri
Ab Toh Chand Bhi Roz Jhankta Hai Khidki Se Meri

"Ab Toh Chand Bhi  Roz Jhankta Hai Khidki Se Meri, Meri Tanhaai Ka Charcha Ab Aasmaan Mein Bhi Hota Hai" "अब तो चाँद भी रोज़ झांकता है खिड़की से मेरी, मेरी तन्हाई का चर्चा अब आसमान में भी होता है "

Read more »
04Oct2016

"Kuch To Azab Hai Apni Fauz Ki Goliyon Mein

"Kuch To Azab Hai Apni Fauz Ki Goliyon Mein, Chali Sarhad Ke Par Hai.. Aur Gaddar Yahan Karah Uthe" "कुछ तो अजब है अपनी फ़ौज की गोलियों में, चली सरहद के पार है...और ग़द्दार यहाँ कराह उठे..!!"

Read more »
03Oct2016

Mohabbat Ki Misaal Mein, Bas Itna Hi Kahunga
Mohabbat Ki Misaal Mein, Bas Itna Hi Kahunga

Mohabbat Ki Misaal Mein, Bas Itna Hi Kahunga, Bemisaal Saza Hai, Kisi Begunah Ke Liye मोहब्बत की मिसाल में,बस इतना ही कहूँगा, बेमिसाल सज़ा है, किसी बेगुनाह के लिए।

Read more »
11May2016

Waqt Ke Ek Daur Mein Is Qadar Bhukha Tha Main
Waqt Ke Ek Daur Mein Is Qadar Bhukha Tha Main

Waqt Ke Ek Daur Mein Is Qadar Bhukha Tha Main, Ki Kuch Na Mila To Dhokha Hi Kha Gaya..! वक़्त के एक दौर में इस कदर भूखा था मैं, कि कुछ न मिला तो धोखा ही खा गया..!

Read more »
01May2016

Roz Roz Jalte Hain Fir Bhi Khaak Nahin Hue...
Roz Roz Jalte Hain Fir Bhi Khaak Nahin Hue...

Roz Roz Jalte Hain Fir Bhi Khaak Nahin Hue... Ajeeb Hain Kuch Khwaab Bhi Bujh Kar Bhi Raakh Na Hue....!! रोज़ रोज़ जलते हैं फिर भी खाक़ नहीं हुए... अजीब हैं कुछ ख़्वाब भी बुझ कर भी राख़ न हुए...!!

Read more »
30Apr2016

Haan Ye Sach Hai Ke Maine Tera Daman Pakda
Haan Ye Sach Hai Ke Maine Tera Daman Pakda

Haan Ye Sach Hai Ke Maine Tera Daman Pakda, Magar Ye Bhi Sach Hai! Ke Tune Chudana Na Chaaha! हाँ ये सच है के मैंने तेरा दामन पकड़ा, मगर ये भी सच है! के तूने छुड़ाना न चाहा!

Read more »
26Apr2016

Kyon Dastak Dete Ho Dil Ko Baar Baar
Kyon Dastak Dete Ho Dil Ko Baar Baar

Kyon Dastak Dete Ho Dil Ko Baar Baar, Barso Ho Gaye Is Dil Ko Dhadke Hue. क्यो दस्तक देते हो दिल को बार बार, बरसो हो गये इस दिल को धडके हुऐ!

Read more »
22Mar2016

Bahaut Din Ho Gaye Shayad, Kinara Kar Liya Us Ne
Bahaut Din Ho Gaye Shayad, Kinara Kar Liya Us Ne

Bahaut Din Ho Gaye Shayad, Kinara Kar Liya Usne, Hamare Baad Bhi Aakhir, Guzara Kar Liya Usne, Hamara Zikar To Us Ke, Labon Pe Aa Nahin Sakta, Hamein Ehsas Hai Ham Se... Kinaara Kar Liya Usne, Suna Hai Ishq Bhi Ab Toh, Dobara Kar Liya Usne, Suna Hai Gair Ki Bahon, Ko Wo Apna Samjhta Hai...

Read more »
05Mar2016

Ham Tumse Door Kaise Rah Paate
Ham Tumse Door Kaise Rah Paate

Ham Tumse Door Kaise Rah Paate, Dil Se Tumko Kaise Bhool Paate, Kaash Tum Aaine Mein Base Hote... Khud Ko Dekhte To Tum Nazar Aate. हम तुमसे दूर कैसे रह पाते, दिल से तुमको कैसे भूल पाते, काश तुम आईने में बसे होते... ख़ुद को देखते तो तुम नज़र आते!

Read more »
16Feb2016
 
12345 ... 44»
 
Top